Time loop multiverse wali movies dekhi hai But iss movie ne dimag ka dahi kar diya😂 But too kk movie👍🏻 Explanation 👌🏼
Idhar chala me udhar chala Jane kaha me kidhar chala😂😂😂
Any one notice ❗ jab vasant aur arniya generator sahi karke ghar aate h starting me arniya khidki ke pas wali candle bujhate hue kahti h .. ki opposite ghr ki light jal rhi h tab vasant vo black cross karte hue jata h vaha use sigrate adhi jali hui milti vaps aata h to fir se arniya khidki ke pas ki candle bujhate hue kahti h ki opposite ghar ki light jal rahi hai yani ki vasant pahli bar me hi vaps galt time line aur Galt arniya ke sath hota h fir vaha uske sath sath hi har jagh jata h fir vaha bichhad jate hain🤯🤯
Very nicely explained👍
Kis kisne Facebook short movie dekh kar aaya like karo😂
Badhiya explanation thi...😊....or hosake toh aese hi time loop wali movie lana 🥹 plzzz
You explain very nicely but the movie is confusing.
Asal me ananya nahi vasant gayab hua tha jab vo pahli baar saamne vaale ghar me akela dekh ne jaata hai ki andar kon hai aur jab vapas aata hai to dusri time line me chla jata hai jaha dusri ananya milti hai aur real time line vaali ananya police ko phone karke bata deti hai ki Vasant achanak raaste me gayab ho gaya aur vo moovie ke last me police ko leke aati hai
Part 2 ana chahiye is movie ka
Mera to chakkar arahe 😂is kahani ne mera sar dukh raha hay😂
Dimaag ka dahi ho giya 😅
Gas station wala scene me jo dusra vasant aata hai,jo ek time line me akele generator on karen gaya tha but return karte karte , uski Arniya dusre vasant ke sath dusre time line me chali jati hai...aur finally generator wala vasant ko apni Arniya gas station me milti hai...but fact ye hai ki Starting ke vasant aur Arniya alag the aur ending me dusre timeline wale the 😅
होलीवुड कि कापी इसमें दो है होलीवुड वाली में कालेज गुरप था 😂😂😂
Bahot engaging movie thi maza aa gaya dekhkar..
Excellent ❤❤❤❤❤Superb
The movie is very underrated man
भाई एस कहानी में 2 लूप होल है। 1. वसंत का दोस्त जेनरेटर ऑन करने से पहले आया था और उसने बोला था कि वसंत ने ही उसको फोन करके बुलाया है। = तो ये हो सकता है कि वसंत पहले से ही टाइमलूप में था 2. अगर वसंत को टाइम लूप की सारी कहानी याद है तो उसको ये क्यों नहीं याद कि वो अकेला गया था जनरेटर ऑन करने के लिए निष्कर्ष यह है = इस फिल्म में कुछ बिंदु गायब हैं 🙄 कृपया मुझे उत्तर दें
Very nicely explain
Awesome 😎
@Thakursonam369